Upcoming Events :     Janmashtami (Aug 28)   Teacher’s Day (September 5)      Ganesh Chaturthi (September 9)    
Showing posts with label Love Shayari. Show all posts
Showing posts with label Love Shayari. Show all posts

Tuesday, 13 August 2013

Love - Romantic SMS Shayari In Hindi/Urdu

Here is latest collection of  Love and Romantic sms shayaris in Hindi, urdu and english 140-120 words. large Romantic Love SMS for girlfriend and send sms by mobile.  cute love sms, Love poem sms full of Romance in Hindi, funny Love sms quotes.

Waqt fisalta hai ret ki tarah,
Hum bas use sambhalna bhul jate hai,
Kuch log bahut khaas hote hai
zindagi mai,
Hum bas unhe pehchanna bhul jate hai!....

Luv me 4ever,
Dnt love me 4 fun oh girl
Let me b d 1 oh girl,
Love me 4 a reason,
Let d reason b love.

Dil Roya Par Aankhon Ko Rone Na Diya
Sari Sari Raat Jage Khud Ko Sone Na Diya
Itna Karte Hai Yaad Aap Ko
Par Is Baat Ka Ehsaas Aap Ko Kabhi Hone Na Diya…

Ek tooti PREM kahani
Fark sirf itna sa hai

Uski barat gayi,
Iski mayat uthi.

Phool us par bhi the,

Phool is par bhi the.
Mehfil waha bhi thi,

Log yaha bhi the.

Wo doli pe thi,
Yeh janaze pe tha.

Unka hasna waha,
Inka rona yaha.

Saheliya uski bhi thi,
Dost iske bhi the.

Qazi udhar bhi the,

Molvi Idar bhi the.
Wo saj k gayi,

Ise sajaya gaya.

Wo uth k gayi,
Ise uthaya gaya.

Fark sirf itna sa hai,

USE APNAYA GAYA AUR ISE DAFNAYA GAYA
Read more

Wednesday, 24 April 2013

New Hindi Love Shayari SMS|Pyar Bhari Shayari Romantic SMS Shayari

Get the latest hindi pyar bhari shayaries and romantic love massages. Here is your special Love Shayri including Hindi Loving Shayari SMS for free. pyaar mohobbat sms hindi shayari for your girlfriend.  


Kisi aur ke baho mein rahakar
Wo humse wafa ki bate karte hai
Ye kaisi chahat hai yaro,
Wo bewafa hai jankar bhi,
HUM UNHI SE PYAR KARTE HAI..

मोहब्बत के सपने वो दिखाते बहुत हैं;
रातों में वो हमको जगाते बहुत हैं;
मैं आँखों में काजल लगाऊं तो कैसे;
इन आँखों को लोग रुलाते बहुत हैं।

Wo rootha rootha sa lagta hai,
Koi tarkeeb batao pass aane ki,
Main zindgi girvi rakh sakta hoon,
Tum keemat batao usey manane ki.

मुझे इस बात का गम नहीं कि बदल गया ज़माना;
मेरी जिंदगी तो सिर्फ तुम हो, कहीं तुम ना बदल जाना।

Meri koi khata to Saabit kar,
Jo Buri hun to Bura Saabit kar,
Tujhe chaha hai kitna tu kya jane,
Chal main Bewafa hi sahi,
Tu Apni Wafa Saabit kar..!!!
Read more

Thursday, 27 December 2012

Meri Aankhon Mein Mohabbat Ki Chamak Aaj Bhi Hai

meri aankhon mein mohabbat ki chamak aj bhi hai...
magar use mujhpe shaq aj bhi hai...
dhoye the haath usne shaadi ke nadi mein...
woh mehendi ki mehek aj bhi puri nadi mein hai...
Read more